SEARCH RESULTS
Showing search results for "zed"
Nazm MATCHES FOR "zed"
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahle
tuu ki ma.asuum bhii hai zuud-faraamosh bhii hai
us kii paimaa.n-shikanii ko bhii gavaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
mere aaqaa vo jahaa.n zer-o-zabar hone ko hai
jis jahaa.n kaa hai faqat terii siyaadat par madaar
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab saaz-e-azal kii fuGaa.n
jis se dikhaatii hai zaat zer-o-bam-e-mumkinaat
Allama Iqbal
Nazm
lenin
vo kaun saa aadam hai ki tuu jis kaa hai maa'buud
vo aadam-e-KHaakii ki jo hai zer-e-samaavaat