SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziyaa.n"
Nazm MATCHES FOR "ziyaa.n"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
kiyaa hai tuu ne mataa-e-Guruur kaa saudaa
fareb-e-suud-o-ziyaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
garche mil-baiThe.nge ham tum to mulaaqaat ke baa'd
apnaa ehsaas-e-ziyaa.n aur ziyaada hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zauq o shauq
husn-e-azal kii hai numuud chaak hai parda-e-vajuud
dil ke liye hazaar suud ek nigaah kaa ziyaa.n!
Allama Iqbal
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
shauq kaa imtihaa.n jo hu.aa so hu.aa
jism-o-jaa.n kaa ziyaa.n jo hu.aa so hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye wo basti hi nahin
log patthar hai.n to ehsaas-e-ziyaa.n kaise ho
kis ko fursat hai jo puuchhe ki miyaa.n kaise ho
Qaisarul Jafri
Nazm
hum log
Gaayat-e-suud-o-ziyaa.n suurat-e-aaGaaz-o-ma.aal
vahii be-suud-e-tajassus vahii bekaar savaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main nahin to kya
mire baGair bhii dekhaa hai zulmato.n kaa nuzuul
mire na hone se ummiid kaa ziyaa.n kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
chhabbis january
aazaad ho gayaa jab hindostaa.n hamaaraa
hai suud ke baraabar har ik ziyaa.n hamaaraa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shahr-e-zulmat ko sabaat nahin
ai shab-e-taar ke nigahbaano
sham-e-ahd-e-ziyaa.n ke parvaano
Habib Jalib
Nazm
namrud ki KHudai
faqat navaasa.nj the dar-o-baam ke ziyaa.n ke,
jo un pe guzrii thii