SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulmat-e-gam-khaana-e-hayaat"
Nazm MATCHES FOR "zulmat-e-gam-khaana-e-hayaat"
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
apne Gam-KHaana-e-taKHayyul me.n
tujh se hotii hai guftuguu ab bhii
Saifuddin Saif
Nazm
jazbaat-e-aftab
zulmat-e-Gam kaa nishaa.n tak na nazar aa.e kahii.n
vo KHayaalaat kii duniyaa me.n sahar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
meri shaeri aur naqqad
zulmat-e-Gam hai ki ba.Dhtii hii chalii jaatii hai
haa.n magar kis ne jalaa.e hai.n ye hikmat ke diye
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
qaid-o-hayat-o-band-e-gham
mai.n huu.n meraa sukuut-e-paiham hai
ajnabii din hai.n ajnabii raate.n
Anjum Azmi
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sharh-e-wardat
soz-e-Gam muujib-e-hayaat bhii hai
ek shai zahr bhii nabaat bhii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
gham-e-hayat
Gam-e-hayaat ke naGmo.n kaa mai.n muGannii huu.n
Gam-e-hayaat kii lazzat kaa huu.n mai.n shaidaa.ii
Daud Ghazi
Nazm
bhik shabnam ki
mire hii KHuun se hai aabruu-e-rang-e-hayaat
magar nasiib me.n mere hai zulmat-e-pur-haul
Shaheen Badr
Nazm
Diary
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
qaid-o-hayaat-o-band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
Deepti Mishra
Nazm
haw-hu
varna mai-KHaana-e-Gam me.n le chal mujhe
qatra-e-ashk yaa qatra-e-mai piyuu.n
Tishna Barelvi
Nazm
sang-e-buniyaad
mai.n ne tum ko shariik-e-Gam maanaa
aur shariik-e-hayaat bhii jaanaa
Zakira Shabnam
Nazm
ma’zarat
jabr-e-Gam-e-hayaat ke sadqe tiraa KHayaal
baar-e-Gam-e-ma'aash par qurbaan ho gayaa
Ashhar Nadeemi
Nazm
pesh-ahang
Gam-e-hayaat ko ha.ns ha.ns ke jo uThaataa hai
usii ko miltaa hai yaa.n lutf-e-jaavidaan-e-hayaat
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
fikr
ba-ii.n in.aam-e-vafaa uf ye taqaaza-e-hayaat
zindagii vaqf-e-Gam-e-KHaak-nashiina.n kar de