SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulmat-e-gam-khaana-e-hayaat"
Ghazal MATCHES FOR "zulmat-e-gam-khaana-e-hayaat"
Ghazal
hoshyaar-baash zulmat-e-Gam-KHaana-e-hayaat
phir markaz-e-tajalli-e-shams-o-qamar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
zulmat-e-Gam se na shab kii tiirgii se KHauf khaa
dost ban kar jo Dase us raushnii se KHauf khaa
Zafar Moradabadi
Ghazal
Gam-KHaana-e-hastii me.n hai mehmaa.n ko.ii din aur
kar le hame.n taqdiir pareshaa.n ko.ii din aur
Akhtar Shirani
Ghazal
kuchh to Gam-KHaana-e-hastii me.n ujaalaa hotaa
chaa.nd chamkaa hai to ehsaas bhii chamkaa hotaa
Aslam Ansari
Ghazal
ham ahl-e-zarf ki Gam-KHaana-e-hunar me.n rahe
sifaal-e-nam kii tarah dast-e-kuuza-gar me.n rahe
Sahar Ansari
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
ye soch kar ki shaayad parvaana-vaar aa.o
afsurda saa charaaG-e-Gam-KHaana ho gayaa mai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
shab-e-firaaq kii zulmat me.n Gam ke maaro.n kaa
tire KHayaal kii taabindagii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
saaqii ne vaa kiyaa dar-e-mai-KHaana-e-hayaat
fitrat kii chashm-e-mehr pashemaa.n hai aaj-kal
Jauhar Nizami
Ghazal
sub.h-e-nashaat-e-dil hai na shaam-e-Gam-e-'hayaat'
ai iztiraab-e-shauq kahaa.n le chalaa mujhe
Hayat Madrasi
Ghazal
vo kaun shaKHs thaa jo dasht-e-zulmat-e-Gam me.n
masarrato.n kaa samundar talaash kartaa hai
Qamar Siwani
Ghazal
Mahfooz Asar
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
chhiin lo ba.Dh ke jab zulmat-e-Gam ba.Dhe
raushnii par kisii kaa ijaaraa nahii.n
Yunus Makhmoor
Ghazal
aabaad ho sakegaa na saaqii kisii tarah
mai-KHaana-e-hayaat mirii mai-kashii ke baad