join rekhta family!
Ghazal 129
Nazm 8
Sher 86
ai mohabbat tire anjām pe ronā aayā
jaane kyuuñ aaj tire naam pe ronā aayā
Love your sad conclusion makes me weep
Wonder why your mention makes me weep
ai mohabbat tere anjam pe rona aaya
jaane kyun aaj tere nam pe rona aaya
Love your sad conclusion makes me weep
Wonder why your mention makes me weep
-
Share this
- Translation
- See Ghazal
kaise kah duuñ ki mulāqāt nahīñ hotī hai
roz milte haiñ magar baat nahīñ hotī hai
kaise kah dun ki mulaqat nahin hoti hai
roz milte hain magar baat nahin hoti hai
-
Tag : Mulaqat
BOOKS 30
Image shayari 20
mere ham-nafas mere ham-navaa mujhe dost ban ke daGaa na de mai.n huu.n dard-e-ishq se jaa.n-ba-lab mujhe zindagii kii du.aa na de mere daaG-e-dil se hai raushnii isii raushnii se hai zindagii mujhe Dar hai ai mire chaara-gar ye charaaG tuu hii bujhaa na de mujhe chho.D de mire haal par tiraa kyaa bharosa hai chaara-gar ye tirii navaazish-e-muKHtasar miraa dard aur ba.Dhaa na de meraa azm itnaa buland hai ki paraa.e sho.alo.n kaa Dar nahii.n mujhe KHauf aatish-e-gul se hai ye kahii.n chaman ko jalaa na de vo uThe hai.n le ke KHum-o-subuu are o 'shakiil' kahaa.n hai tuu tiraa jaam lene ko bazm me.n ko.ii aur haath ba.Dhaa na de