aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Zehra Nigaah's Photo'

Zehra Nigaah

1936 | Karachi, Pakistan

One of the prominent women poets in Pakistan.

One of the prominent women poets in Pakistan.

Zehra Nigaah

Ghazal 46

Nazm 39

Sher-o-Shayari 49

ab is ghar ābādī mehmānoñ par hai

koī aa jaa.e to vaqt guzar jaatā hai

ab is ghar ki aabaadi mehmanon par hai

koi aa jae to waqt guzar jata hai

is ummīd pe roz charāġh jalāte haiñ

aane vaale barsoñ ba.ad bhī aate haiñ

is ummid pe roz charagh jalate hain

aane wale barson baad bhi aate hain

nahīñ nahīñ hameñ ab terī justujū bhī nahīñ

tujhe bhī bhuul ga.e ham tirī ḳhushī ke liye

nahin nahin hamein ab teri justuju bhi nahin

tujhe bhi bhul gae hum teri KHushi ke liye

chhoTī baat pe ḳhush honā mujhe aatā thā

par baḌī baat pe chup rahnā tumhī se sīkhā

chhoTi si baat pe KHush hona mujhe aata tha

par baDi baat pe chup rahna tumhi se sikha

kahāñ ke ishq-o-mohabbat kidhar ke hijr o visāl

abhī to log taraste haiñ zindagī ke liye

kahan ke ishq-o-mohabbat kidhar ke hijr o visal

abhi to log taraste hain zindagi ke liye

Children's Story 1

 

BOOKS 6

 

Image Shayari 4

 

Videos 56

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Humorous

Zehra Nigaah

aaj ke din na pucho mere dosto

Zehra Nigaah

iiraanii talabaa ke naam

ye kaun saKHii hai.n Zehra Nigaah

taazaa hai abhi yaad mein ai saqi-e-gulfaam

Zehra Nigaah

bol

bol ki lab aazaad hai.n tere Zehra Nigaah

dariicha

ga.Dii hai.n kitnii saliibe.n mire dariiche me.n Zehra Nigaah

dayaar-e-dil kii raat me.n charaaG saa jalaa gayaa

Zehra Nigaah

dil-e-man musaafir-e-man

mire dil, mire musaafir Zehra Nigaah

do ishq

(1) Zehra Nigaah

du.aa

aa.iye haath uThaa.e.n ham bhii Zehra Nigaah

ga.e dino.n kaa suraaG le kar kidhar se aayaa kidhar gayaa vo

Zehra Nigaah

iiraanii talabaa ke naam

ye kaun saKHii hai.n Zehra Nigaah

Jis Roz Qaza Aaye Gi - Zehra Nigah Recites Faiz Ahmed Faiz

kis tarah aa.egii jis roz qazaa aa.egii Zehra Nigaah

KHurshid-e-mahshar ki lau

aaj ke din na puuchho mire dosto Zehra Nigaah

kisii kalii ne bhii dekhaa na aa.nkh bhar ke mujhe

Zehra Nigaah

mataa-e-lauh-o-qalam chhin ga.ii to kyaa Gam hai

Zehra Nigaah

sub.h kii aaj jo ra.ngat hai vo pahle to na thii

Zehra Nigaah

vo buto.n ne Daale hai.n vasvase ki dilo.n se KHauf-e-KHudaa gayaa

Zehra Nigaah

ye shab ye KHayaal-o-KHvaab tere

Zehra Nigaah

Zehra Nigah recites Faiz- Yeh dagh dagh ujala yeh shub

Zehra Nigaah

Zehra Nigah recites Faiz-Meri teri nigah me jo laakh Intizar

mirii tirii nigaah me.n Zehra Nigaah

Audios 26

apnaa har andaaz aa.nkho.n ko tar-o-taaza lagaa

basti mein kuchh log nirale ab bhi hain

gardish-e-mina-o-jam dekhiye kab tak rahe

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED Poets

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now