Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushi ki baat aur hai ghamon ki baat aur

Anwar Taban

KHushi ki baat aur hai ghamon ki baat aur

Anwar Taban

MORE BYAnwar Taban

    ḳhushī baat aur hai ġhamoñ baat aur

    tumhārī baat aur hai hamārī baat aur

    koī agar jafā kare nahīñ hai kuchh gila mujhe

    kisī baat aur hai tumhārī baat aur

    huzūr sun bhī lījiye chhoḌ kar ke jā.iye

    zarā baat aur hai zarā baat aur

    qit.a rubā.ī aur nazm ḳhūb-tar sahīh magar

    ġhazal baat aur hai ġhazal baat aur

    zabāñ se 'tābāñ' mat kaho nazar se iltijā karo

    zabāñ baat aur hai nazar baat aur

    KHushi ki baat aur hai ghamon ki baat aur

    tumhaari baat aur hai hamari baat aur

    koi agar jafa kare nahin hai kuchh gila mujhe

    kisi ki baat aur hai tumhaari baat aur

    huzur sun bhi lijiye chhoD kar ke jaiye

    zara si baat aur hai zara si baat aur

    qita rubai aur nazm KHub-tar sahih magar

    ghazal ki baat aur hai ghazal ki baat aur

    zaban se 'taban' mat kaho nazar se iltija karo

    zaban ki baat aur hai nazar ki baat aur

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now