join rekhta family!
Ghazal 73
Nazm 6
Sher 126
ham aah bhī karte haiñ to ho jaate haiñ badnām
vo qatl bhī karte haiñ to charchā nahīñ hotā
I do suffer slander, when I merely sigh
she gets away with murder, no mention of it nigh
hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnam
wo qatl bhi karte hain to charcha nahin hota
I do suffer slander, when I merely sigh
she gets away with murder, no mention of it nigh
-
Share this
- Translation
- See Ghazal
duniyā meñ huuñ duniyā kā talabgār nahīñ huuñ
bāzār se guzrā huuñ ḳharīdār nahīñ huuñ
I live in this world tho for life I do not vie
I pass through the market but I do not wish to buy
duniya mein hun duniya ka talabgar nahin hun
bazar se guzra hun KHaridar nahin hun
I live in this world tho for life I do not vie
I pass through the market but I do not wish to buy
-
Share this
- Translation
-
Tag : Duniya
Humour/Satire 2
Qita 17
Rubai 54
Latiife 8
BOOKS 56
Image shayari 14
kuchh tarz-e-sitam bhii hai kuchh andaaz-e-vafaa bhii khultaa nahii.n haal un kii tabii.at kaa zaraa bhii
ishva bhii hai shoKHii bhii tabassum bhii hayaa bhii zaalim me.n aur ik baat hai is sab ke sivaa bhii
KHudaa se maa.ng jo kuchh maa.ngnaa hai ai 'akbar' yahii vo dar hai ki zillat nahii.n savaal ke ba.ad
ishva bhii hai shoKHii bhii tabassum bhii hayaa bhii zaalim me.n aur ik baat hai is sab ke sivaa bhii
har ek se sunaa nayaa fasaana ham ne dekhaa duniyaa me.n ek zamaana ham ne avval ye thaa ki vaaqfiyat pe thaa naaz aaKHir ye khulaa ki kuchh na jaanaa ham ne