Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Imtiyaz Ahmad Qamar's Photo'

Imtiyaz Ahmad Qamar

1944 - 1993 | Darbhanga, India

Imtiyaz Ahmad Qamar

Ghazal 7

Nazm 4

 

Sher-o-Shayari 20

barg-e-āvāra ko ab apnā pata yaad nahīñ

kyā huā tez havāoñ pazīrā.ī meñ

barg-e-awara ko ab apna pata yaad nahin

kya hua tez hawaon ki pazirai mein

  • Share this

duur ham kar na sake kor-nigāhī apnī

vo thā pahle bhī qarīb-e-rag-e-jāñ aaj bhī hai

dur hum kar na sake kor-nigahi apni

wo tha pahle bhi qarib-e-rag-e-jaan aaj bhi hai

  • Share this

ham ne ḳhud bhar diyā paimāne meñ apnā lahū

jab bhī maiḳhāne tauqīr pe aañch aa.ī hai

hum ne KHud bhar diya paimane mein apna hi lahu

jab bhi maiKHane ki tauqir pe aanch aai hai

  • Share this

jab shahr meñ dushman mirā koī bhī nahīñ thā

phir kaun ye ḳhanjar zabāñ bol rahā hai

jab shahr mein dushman mera koi bhi nahin tha

phir kaun ye KHanjar ki zaban bol raha hai

  • Share this

koshisheñ ik hameñ miTāne

rasm ban ga.ī zamāne

koshishen ek hamein miTane ki

rasm si ban gai zamane ki

  • Share this

More Poets From "Darbhanga"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now