Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Latif Shah Shahid's Photo'

Latif Shah Shahid

1968 | Nowshera, Pakistan

Latif Shah Shahid

Ghazal 4

 

Sher-o-Shayari 22

dūsroñ baat aa.ī to payambar thā vo shaḳhs

apnī baarī par mohabbat se murtad ho gayā

dusron ki baat aai to payambar tha wo shaKHs

apni bari par mohabbat se hi murtad ho gaya

  • Share this

gardish-e-ayyām se chaltī hai nabz-e-kā.enāt

vaqt pahiya rukā to zindagī ruk jā.egī

gardish-e-ayyam se chalti hai nabz-e-kaenat

waqt ka pahiya ruka to zindagi ruk jaegi

  • Share this

mire vijdāñ girheñ kholtā hai

mirā ham-zād mujh meñ boltā hai

mere wijdan ki girhen kholta hai

mera ham-zad mujh mein bolta hai

  • Share this

mohabbat ruup meñ Dhaltī to vo ik devtā hotā

maiñ us ko pūjne lagtā agar vo bā-vafā hotā

mohabbat rup mein Dhalti to wo ek dewta hota

main us ko pujne lagta agar wo ba-wafa hota

  • Share this

mujhe ḳhāmoshiyāñ paḌhne fan aatā to paḌh letā

tumhārī jhiil ḳhāmosh āñkhoñ pashemānī

mujhe KHamoshiyan paDhne ka fan aata to paDh leta

tumhaari jhil si KHamosh aankhon ki pashemani

  • Share this

More Poets From "Nowshera"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now