aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1797 - 1869 | Delhi, India
Great Urdu poet occupying a place of pride in world literature. Also one of the most quotable poets having shers for almost all situations of life.
hazaaro.n KHvaahishe.n aisii ki har KHvaahish par dam nikle
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
reKHte ke tumhii.n ustaad nahii.n ho 'Gaalib'
aa.iina dekh apnaa saa mu.nh le ke rah ga.e
hu.ii muddat ki 'Gaalib' mar gayaa par yaad aataa hai
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
phir usii bevafaa pe marte hai.n
rahiye ab aisii jagah chal kar jahaa.n ko.ii na ho
baaziicha-e-atfaal hai duniyaa mire aage
rone se aur ishq me.n be-baak ho ga.e
maut bar-haq hai ek din lekin
ishq ne 'Gaalib' nikammaa kar diyaa
kahuu.n kis se mai.n ki kyaa hai shab-e-Gam burii balaa hai
jii Dhuu.nDtaa hai phir vahii fursat ki raat din
mohabbat me.n nahii.n hai farq jiine aur marne kaa
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
hai.n aur bhii duniyaa me.n suKHan-var bahut achchhe
jaate hu.e kahte ho qayaamat ko mile.nge
bosa dete nahii.n aur dil pe hai har lahza nigaah
daa.im pa.Daa hu.aa tire dar par nahii.n huu.n mai.n
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
jab ki tujh bin nahii.n ko.ii maujuud
ibn-e-maryam hu.aa kare ko.ii
dil hii to hai na sa.ng-o-KHisht dard se bhar na aa.e kyuu.n
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
bak rahaa huu.n junuu.n me.n kyaa kyaa kuchh
mehrbaa.n ho ke bulaa lo mujhe chaaho jis vaqt
go haath ko jumbish nahii.n aa.nkho.n me.n to dam hai
maut kaa ek din mu.ayyan hai
yahii hai aazmaanaa to sataanaa kis ko kahte hai.n
ta.ngi-e-dil kaa gila kyaa ye vo kaafir-dil hai
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books