Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Qayem Chaandpuri

1725 - 1794 | Faizabad, India

Prominent 18th century poet, contemporary of Mir Taqi Mir.

Prominent 18th century poet, contemporary of Mir Taqi Mir.

Qayem Chaandpuri

Ghazal 87

Sher-o-Shayari 90

honā thā zindagī meñ muñh shaiḳh siyāh

is umr meñ hai varna mazā kyā ḳhizāb

hona tha zindagi hi mein munh shaiKH ka siyah

is umr mein hai warna maza kya KHizab ka

jis chashm ko vo merā ḳhush-chashm nazar aayā

nargis use jalva ik pashm nazar aayā

jis chashm ko wo mera KHush-chashm nazar aaya

nargis ka use jalwa ek pashm nazar aaya

  • Share this

pahle apnī kaun thī vaañ qadr-o-manzilat

par shab minnatoñ ne Dubo rahī sahī

pahle hi apni kaun thi wan qadr-o-manzilat

par shab ki minnaton ne Dubo di rahi sahi

  • Share this

shaiḳh-jī kyūñki ma.āsī se bacheñ ham ki gunāh

irs hai apnī ham aadam ke agar pote haiñ

shaiKH-ji kyunki maasi se bachen hum ki gunah

irs hai apni hum aadam ke agar pote hain

  • Share this

shikva na baḳht se hai ne āsmāñ se mujh ko

pahuñchī jo kuchh aziyyat apne gumāñ se mujh ko

shikwa na baKHt se hai ne aasman se mujh ko

pahunchi jo kuchh aziyyat apne guman se mujh ko

Qita 1

 

BOOKS 13

Audios 8

dekhaa kabhuu na us dil-e-naashaad kii taraf

dil paa ke us kii zulf me.n aaraam rah gayaa

durd pii lete hai.n aur daaG pachaa jaate hai.n

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED Poets

More Poets From "Faizabad"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now