Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Wali Uzlat's Photo'

Wali Uzlat

1692 - 1775 | Hyderabad, India

One of the early tradition-builders of Urdu poetry

One of the early tradition-builders of Urdu poetry

Wali Uzlat

Ghazal 60

Sher-o-Shayari 28

ai sālik intizār-e-haj meñ kyā hakka-bakkā hai

bagūle to kar le tauf dil pahlū meñ makka hai

ai salik intizar-e-haj mein kya tu hakka-bakka hai

bagule sa to kar le tauf dil pahlu mein makka hai

  • Share this

kuchh ġhaur jauhar nahīñ ḳhud-fahmī meñ hairāñ haiñ

is asr ke fāzil sab sat.hī haiñ juuñ ā.īna

kuchh ghaur ka jauhar nahin KHud-fahmi mein hairan hain

is asr ke fazil sab sathi hain jun aaina

  • Share this

piir ho shaiḳh huā hai dekho tifloñ murīd

murda bolā hai kafan phaaḌ qayāmat aa.ī

pir ho shaiKH hua hai dekho tiflon ka murid

murda bola hai kafan phaD qayamat aai

  • Share this

saḳht pistāñ tire chubhe dil meñ

apne hāthoñ se maiñ ḳharāb huā

saKHt pistan tere chubhe dil mein

apne hathon se main KHarab hua

  • Share this

tirī zulf shab bedār maiñ huuñ

tujh āñkhoñ ke sāġhar mai-ḳhvār maiñ huuñ

teri zulf ki shab ka bedar main hun

tujh aankhon ke saghar ka mai-KHwar main hun

  • Share this

BOOKS 2

 

Audios 8

aaj dil be-qaraar hai meraa

bahaar aa.ii ba-ta.ng aayaa dil-e-vahshat-panaah apnaa

Gair-e-aah-e-sard nahii.n daaGo.n ke jaane kaa ilaaj

Recitation

RELATED Blog

 

More Poets From "Hyderabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now