SEARCH RESULTS
Showing search results for "'yashab'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'yashab'"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "'yashab'"
Ghazal
haqiiqato.n se mafar chaahii thii 'yashab' mai.n ne
par asl asl rahaa aur KHvaab KHvaab rahaa
Yashab Tamanna
Ghazal
'yashab' apne aap se mil ke kitnaa bhalaa lagaa
mujhe fursate.n hii nahii.n milii.n ka.ii saal se
Yashab Tamanna
Ghazal
mai.n pahle dil ke liye hausla banaataa huu.n
phir us ke baa'd ko.ii aasraa banaataa huu.n
Yashab Tamanna
Ghazal
cha.Dhaa hu.aa ko.ii dariyaa ho yaa ki nashsha ho
'yashab' kabhii na kabhii to utar hii jaataa hai
Yashab Tamanna
Ghazal
aisaa bhii nahii.n dard ne vahshat nahii.n kii hai
is Gam kii kabhii ham ne ishaa.at nahii.n kii hai
Yashab Tamanna
Ghazal
ab tak vo zaa.iqa bhii mujhe yaad hai 'yashab'
ham ne piyaa thaa jaam mujhe yaad hai abhii
Yashab Tamanna
Ghazal
KHud hii miltaa hai bichha.Dtaa hai 'yashab' apne liye
aane-jaane kii 'ajab us ne suhuulat rakkhii
Yashab Tamanna
Ghazal
dam.Dii nahii.n hai jeb me.n lekin ye dil to hai
ko.ii bhii daam duu.ngaa 'yashab' us ke til ke mai.n




