SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارباب_خرد"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ارباب_خرد"
Sher
roz aapas me.n la.Daa karte hai.n arbaab-e-KHirad
ko.ii diivaana ulajhtaa nahii.n diivaane se
Anwar Sabri
Nazm
taaruf
KHvaab-e-ishrat me.n hai.n arbaab-e-KHirad
aur ik shaa.ir-e-bedaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kyuu.n bhaTaktii phir rahe hai.n aaj arbaab-e-KHirad
kyaa junuu.n ke raaste me.n aagahii diivaar hai
Syed Meraj Jami
Ghazal
kyaa ho gayaa is daur ko arbaab-e-KHirad ko
pa.Dne lage aqlo.n pe rivaayaat ke patthar
Zaheerunnisa Nigar
MORE MATCHES FOR "ارباب_خرد"
Ghazal
arbaab-e-KHirad ko hai ba.Daa naaz KHirad par
tuu un ko bhii diivaana banaane ke liye aa
Ramz Afaqi
Nazm
diwali aai
kyaa bataa.e.nge ye arbaab-e-KHirad ab mujh ko
Gair sugriiv shrii-raam kaa kyaa yaar na thaa
kanval Dibaivi
Ghazal
mujh se is baat pe naaraaz hai.n arbaab-e-KHirad
baat aa.ii hu.ii ho.nTo.n pe aTak jaatii hai
Altaf Parwaz
Ghazal
vo hai mere liye aaGaaz-e-safar kii suurat
jis ko arbaab-e-KHirad apnaa makaa.n jaante hai.n
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
aise itraate hai.n arbaab-e-KHirad ai 'manshaa'
un ke hii haatho.n me.n tanziim-e-jahaa.n hai jaise
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
chhiinaa hai sukuu.n dahr kaa arbaab-e-KHirad ne
hai.n ahl-e-junuu.n morid-e-ilzaam abhii tak
Muhammad Ayyub Zauqi
Nazm
pachhtawa
jis se Takraa ke gire the kabhii arbaab-e-KHirad
aa.o nazdiik se vo sang-e-giraa.n dekh aa.e.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
arbaab-e-KHirad laakh subuk-gaam ho.n lekin
be-faiz-e-junuu.n raah-e-talab paa nahii.n sakte