SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیراہنوں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پیراہنوں"
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
aa.ino.n jaise badan dariyaa bahaa le jaa.egaa
ret me.n pairaahano.n kii dhajjiyaa.n rah jaa.e.ngii
Ahmad Mushtaq
MORE MATCHES FOR "پیراہنوں"
Ghazal
na mere haath hinaa.ii na us ke KHvaab gulaab
to phir ye rang saa pairaahano.n pe kaisaa thaa
Ishrat Afreen
Nazm
intizar
chaa.ndnii aur dhuup ke in nuqra.ii sikko.n kaa ruup
le u.De hai.n kaaGazii pairaahano.n ke dosh par
Ghalib Ahmad
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
apne parvaano.n ko phir zauq-e-KHud-afrozii de
barq-e-deriina ko farmaan-e-jigar-sozii de
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
is na.ii aag kaa aqvaam-e-kuhan ii.ndhan hai
millat-e-KHatm-e-rusul shola-ba-pairaahan hai
Allama Iqbal
Ghazal
ra.ng pairaahan kaa KHushbuu zulf lahraane kaa naam
mausam-e-gul hai tumhaare baam par aane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
parvaano.n ne faanuus ko dekhaa to ye bole
kyuu.n ham ko jalaate ho ki jalne nahii.n dete