SEARCH RESULTS
Showing search results for "कासा-ए-दरवेश"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "कासा-ए-दरवेश"
Ghazal
shahr-e-gul kaasa-e-darvesh banaa baiThaa hai
ko.ii sho.ala kisii jalte hu.e ban se aa.e
Rais Farogh
Ghazal
mile ho jab bhii tanhaa.ii me.n 'darvesh'
ko.ii taqriib-e-saada ho ga.ii hai
Tariq Rashid Darvesh
MORE MATCHES FOR "कासा-ए-दरवेश"
Ghazal
'darvesh' apnii zaat se tum kyo.n ho mutma.in
kyaa gardish-e-hayaat ke tevar se duur hai
Kareem Darvesh
Ghazal
tere haatho.n kaa qalam hai jo asaa-e-darvesh
yahii ik din tujhe KHurshiid-kulaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
phiraa huu.n kaasa liye lafz lafz ke piichhe
tamaam 'umr ye saudaa na sar se niklegaa