SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ेर-ओ-ज़बर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ज़ेर-ओ-ज़बर"
Ghazal
saa.at-e-zer-o-zabar ke darmiyaa.n ko.ii to hai
sun pas-e-idraak pesh-e-aasmaa.n ko.ii to hai
Anjum Usman
Ghazal
zamaane ko zer-o-zabar kar diyaa
ye kyaa tuu ne ai chashm-e-tar kar diyaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
ab aa.nkh bhii mashshaaq hu.ii zer-o-zabar kii
KHvaahish to tirii ghaaT kii rah paa.ii na ghar kii
Azra Parveen
Ghazal
Hamid Iqbal Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ज़ेर-ओ-ज़बर"
Ghazal
ajiib sadii thii ki zer-o-zabar jahaan hu.aa
nazar ke saamne manzar lahuuluhaan hu.aa
Zameer Durvesh
Ghazal
sho'lo.n kii hukuumat hai chaman zer-o-zabar hai
mausam hai bahaaro.n kaa magar raqs-e-sharar hai
Azeez Baghravi
Sher
baat karne me.n jo lab us ke hu.e zer-o-zabar
ek saa.at me.n tah-o-baalaa zamaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
vaqt ne har-vaqt hii zer-o-zabar jaarii rakhaa
ham ne bhii har haal me.n apnaa safar jaarii rakhaa
Ajay Agyat
Mazahiya
nazm-e-jahaa.n ko zer-o-zabar dekhtaa huu.n mai.n
maada ke iKHtiyaar me.n nar dekhtaa huu.n mai.n
Machis Lakhnavi
Ghazal
naav tuufaan me.n jab zer-o-zabar hotii hai
naaKHudaa par kabhii maujo.n pe nazar hotii hai
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
yuu.n zindagii ko zer-o-zabar kar rahe hai.n ham
har din hii gardisho.n me.n basar kar rahe hai.n ham
Sabiha Sadaf
Ghazal
KHud-baKHud aalam-e-dil zer-o-zabar hotaa hai
niichii nazro.n me.n qayaamat kaa asar hotaa hai
Sharib Lakhnavi
Ghazal
duniyaa-e-sitam zer-o-zabar ho ke rahegii
jab raat hu.ii hai to sahar ho ke rahegii