SEARCH RESULTS
Showing search results for "राह-रव-ए-राह"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "राह-रव-ए-राह"
Ghazal
ham raah-rav-e-manzil dushvaar rahe hai.n
har tarah musiibat me.n giraftaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mutma.in baiTh na ai raah-rav-e-raah-e-uruuj
tiraa rahbar hai agar KHauf-e-zavaal achchhaa hai
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Jameel Arshad Khan Arshad
Ghazal
ye naqsh-e-paa hai raah-rav-e-raah-e-arsh kaa
ab raah-rau nahii.n hai magar kahkashaa.n to hai
Musavvir Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "राह-रव-ए-राह"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "राह-रव-ए-राह"
Ghazal
kyaa KHauf tujhe aaKHir ai raah-rav-e-hastii
kahte hai.n ajal jis ko hastii kii nigahbaa.n hai
Azmat Bhopali
Ghazal
vaamaa.nda-e-manzil hai jo ai raah-rav-e-shauq
shaayad hai tiraa zauq-e-talab KHaam abhii tak
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
vo mai.n huu.n raah-rav-e-zindagii 'amiir' jise
pas-e-talaash bhii manzil kaa kuchh pata na milaa
Ameer Dehlvi
Ghazal
kahe na raah-numaa se ki chho.D de mujh ko
ye baat raah-rav-e-nukta-daa.n se duur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
'asar' bhii raah-rav-e-dasht-e-zindagaanii hai
pahaa.D Gam kaa dil-e-zaar par uThaa.e hu.e
Asar Sahbai
Ghazal
ibtilaa me.n hai.n sabhii raah-rav-e-manzil-e-shauq
kis ko fursat ki mire paa.nv kaa kaa.nTaa dekhe
Arsh Siddiqui
Ghazal
jo janaaza hai vo insaa.n ko nasiihat-gar hai
va.az kyaa raah-rav-e-mulk-e-adam kahte hai.n
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
ai raah-rav-e-raah-e-junuu.n bhuul na jaanaa
is raah me.n jii jaan se haare bhii mile hai.n