SEARCH RESULTS
Showing search results for "हसीन"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हसीन"
Nazm
kabhi kabhi
inhii hasiin fasaano.n me.n mahv ho rahtaa
pukaartii.n mujhe jab talKHiyaa.n zamaane kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aarzu
paanii ko chhuu rahii ho jhuk jhuk ke gul kii Tahnii
jaise hasiin ko.ii aa.iina dekhtaa ho
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "हसीन"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "हसीन"
Hindi Ghazal
KHudaa nahii.n na sahii aadmii kaa KHvaab sahii
ko.ii hasiin nazaaraa to hai nazar ke liye
Dushyant Kumar
Nazm
parchhaiyan
hasiin phuul hasii.n patiyaa.n hasii.n shaaKHe.n
lachak rahii hai.n kisii jism-e-naaznii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kii hai ko.ii hasiin KHataa har KHataa ke saath
tho.Daa saa pyaar bhii mujhe de do sazaa ke saath
Kaifi Azmi
Hindi Ghazal
bahut mash.huur hai aa.e.n zaruur aap yahaa.n
ye mulk dekhne laa.eq to hai hasiin nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
itnii hasiin itnii javaa.n raat kyaa kare.n
jaage hai.n kuchh ajiib se jazbaat kyaa kare.n