SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dau"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".dau"
Ghazal
har ik maqaam se aage guzar gayaa mah-e-nau
kamaal kis ko mayassar hu.aa hai be-tag-o-dau
Allama Iqbal
Nazm
main nahin to kya
jilau me.n naGma-o-ra.ng-o-bahaar-o-nuur liye
hayaat garm-e-tag-o-dau hai mai.n nahii.n to kyaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kaise hai.n ye armaan ye kaavish ye tag-o-dau
manzil nahii.n ma.aluum to ghar kyuu.n nahii.n jaate
Husain Taj Rizvi
Ghazal
garche hai.n muunis-o-Gam-KHvaar tag-o-dau me.n sahii
par tirii tab' ko kab raah pe laa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
PAGE MATCHES FOR ".dau"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".dau"
Rubai
parvaane ko dhun sham.a ko lau terii hai
aalam me.n har ek ko tag-o-dau terii hai
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Ghazal
vo apne aap mil gayaa taqdiir me.n jo thaa
ham ne tamaam umr-e-tag-o-dau fuzuul kii
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
KHuda gawah
mirii hayaat ke ik ik varaq pe likkhii hai
jo tuu ne raah me.n chho.Daa thaa parcham-e-tag-o-dau
Yahya Amjad
Ghazal
kaarvaan-e-shauq jis ko zindagii kahte ho tum
is tag-o-dau ke jilau me.n hii sadaa rahtaa huu.n mai.n
Jameel Yusuf
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
hamaare na.e KHvaab hai.n aadam-e-nau ke KHvaab
jahaan-e-tag-o-dau ke KHvaab
Noon Meem Rashid
Ghazal
KHas-KHaana-e-afkaar me.n kuchh bhii to nahii.n thaa
chand ek sharaare the aur un kii tag-o-dau thii
Akhtar Usman
Nazm
shair-e-mashriq ki arz-dasht
zauq-e-junuu.n se vus.at-e-sahraa bhii chhin ga.ii
sahraa-e-aarzuu me.n tag-o-dau nahii.n rahii
Zaheer Siddiqui
Mazahiya
shaKHs-e-mazkuura na badlaa aur is dauraan me.n
jaane kitne daur badle apne paakistaan me.n









