SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dau"
Ghazal MATCHES FOR ".dau"
Ghazal
har ik maqaam se aage guzar gayaa mah-e-nau
kamaal kis ko mayassar hu.aa hai be-tag-o-dau
Allama Iqbal
Ghazal
kaise hai.n ye armaan ye kaavish ye tag-o-dau
manzil nahii.n ma.aluum to ghar kyuu.n nahii.n jaate
Husain Taj Rizvi
Ghazal
garche hai.n muunis-o-Gam-KHvaar tag-o-dau me.n sahii
par tirii tab' ko kab raah pe laa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo apne aap mil gayaa taqdiir me.n jo thaa
ham ne tamaam umr-e-tag-o-dau fuzuul kii
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
kaarvaan-e-shauq jis ko zindagii kahte ho tum
is tag-o-dau ke jilau me.n hii sadaa rahtaa huu.n mai.n
Jameel Yusuf
Ghazal
KHas-KHaana-e-afkaar me.n kuchh bhii to nahii.n thaa
chand ek sharaare the aur un kii tag-o-dau thii
Akhtar Usman
Ghazal
Zeeshaan sajid
Ghazal
is tag-o-dau me.n ki saarii 'umr ho tere liye
dost ham apne liye guzraa hu.aa pal ho ga.e
Adnan Munawar
Ghazal
kis tarah ke hai.n makii.n jin kii tag-o-dau hai yahii
dar to baaqii rahe.n diivaar na rahne paa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
abas pareshaa.n hai.n ta.abiir kii tag-o-dau me.n
milii hai nii.nd hame.n KHvaab dekhne ke liye
Alam Khursheed
Ghazal
har ko.ii apnii tag-o-dau me.n hai masruuf yahaa.n
kaun ab kis kii udaasii kaa sabab puuchhe hai
Quaiser Khalid
Ghazal
aql kahtii hai tirii saarii tag-o-dau be-suud
dil kahe ishq me.n be-suud ziyaa.n tak jaa.uu.n
Hidayatullah
Ghazal
apne daftar se nikalte hai.n to ghar jaate hai.n
log jiine kii tag-o-dau me.n bhii mar jaate hai.n
Shareef Munawwar
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ye daur hai daur-e-havas is daur me.n ai dil
suntaa nahii.n dil se ko.ii aavaaz-e-mohabbat
Mela Ram Wafa
Ghazal
is tag-o-dau ne aaKHirash mujh ko niDhaal kar diyaa
jiine ke ehtimaam ne jiinaa muhaal kar diyaa
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
na kar ab itnii tag-o-dau mire sitaara-shikaar
mai.n KHud kamand se bach kar nikalne vaalaa nahii.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
ai 'shaan' mujhe KHud nahii.n maaluum ki aaKHir
merii ye tag-o-dau kise paane ke liye hai
Shan Bharti
Ghazal
ik kamii merii tag-o-dau me.n kahii.n maujuud hai
ho nahii.n paa.ii abhii tak ko.ii shai kaamil mirii