SEARCH RESULTS
Showing search results for ".qpdu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".qpdu"
Nazm
zauq o shauq
jalvatiyaan-e-madrasa kor-nigaah o murda-zauq
jalvatyaan-e-maikada kam-talab o tahii-kaduu!
Allama Iqbal
Ghazal
mire kaduu ko Ganiimat samajh ki baada-e-naab
na madrase me.n hai baaqii na KHaanqaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
miraa sabuucha Ganiimat hai is zamaane me.n
ki KHaanqaah me.n KHaalii hai.n suufiyo.n ke kaduu
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.nke bin kashtii-e-mai kiijiye sair-e-dariyaa
mai-kasho zer-e-baGal ab to kaduu TuuT ga.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Mazahiya
kadduu saa sar liye hu.e chhappan-chhurii ke paas
'ismat thaa jis kaa naam vo baiThii darii ke paas
Saghar Khayyami
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".qpdu"
Ghazal
kabhii to de gul-e-dastaar-e-shaiKH buu-e-sharaab
qabaa kii bel me.n yaarab lage kaduu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
apnaa kaasa bhii tahii apnaa kaduu bhii KHaalii
daaG-e-diidaar-o-havas dil pe lagaa.e nahii.n hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
saaqii se kah do sabza-e-tar me.n bahaa sharaab
Taa.nke kaduu kii bel qabaa-e-nabaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kuchh to anjaam-e-mohabbat kii KHabar ho us ko
meraa madfan jo miTaa.o to kaduu saath rahe