SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ujh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".ujh"
Sher
izzat kaa hai na auj na nekii kii mauj hai
hamla hai apnii qaum pe lafzo.n kii fauj hai
Akbar Allahabadi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
jis KHaak kii hai auj pe taqdiir yahii hai
jo radd-e-Gulaamii kii hai iksiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Sahir Dehlavi
PAGE MATCHES FOR ".ujh"
MORE MATCHES FOR ".ujh"
Ghazal
aap kii chashm-e-karam kaa jo ishaara hogaa
auj par mere muqaddar kaa sitaara hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
KHaalii-uz-zehn hu.e jab se KHalaa.o.n kii tarah
ham bhaTakte rahe be-laag havaa.o.n kii tarah
Aajiz Hinganghat
Ghazal
qadam qadam pe hai andaaz dilrubaa.ii kaa
sitaara auj pe hai un kii zerpaa.ii kaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Sher
sair-e-varuud-e-qaafila-e-nau-bahaar dekh
barpaa KHayaam-e-auj havaa me.n ghaTaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
is auj par na uchhaalo mujhe havaa kar ke
ki mai.n jahaa.n se huu.n utraa KHudaa KHudaa kar ke
Farigh Bukhari
Ghazal
maqbare bante hai.n zindo.n ke makaano.n se buland
kis qadar auj pe takriim hai insaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
KHuda se
tujh ko bhii kuchh KHabar hai duniyaa banaane vaale
ye kaar-gaah-e-hastii baazaar-e-auj-o-pastii
Qaisar Amravatwi
Ghazal
Naeem Sameer
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham
Allama Iqbal
Ghazal
ab mirii nigaaho.n me.n auj hai na pastii hai
ek sail-e-mad-hoshii ik hujuum-e-mastii hai
Baldev Raaj
Ghazal
yak-baKHt auj nazr-e-subuk-baarii-e-'asad'
sar par vabaal-e-saaya-e-baal-e-humaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
e.atiraaf-e-auj kaa jazba nahii.n ahbaab me.n
har taraqqii par taraqqii kii du.aa dene lage
Shakeel Badayuni
Ghazal
milaa jinhe.n unhe.n uftaadgii se auj milaa
unhii.n ne khaa.ii hai Thokar jo sar uThaa ke chale