SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ujh"
Nazm MATCHES FOR ".ujh"
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
jis KHaak kii hai auj pe taqdiir yahii hai
jo radd-e-Gulaamii kii hai iksiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda se
tujh ko bhii kuchh KHabar hai duniyaa banaane vaale
ye kaar-gaah-e-hastii baazaar-e-auj-o-pastii
Qaisar Amravatwi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
qudrat ne use auj diyaa KHaak pe laa ke
ye saada saa motii thaa KHazaane me.n KHudaa ke
Mahshar Badayuni
Nazm
khilta hua gulab hai 26 january
aazaadii-e-vatan kii KHushii auj par hai aaj
raushan hai kaamyaab hai chhabbiis january
Shaukat Pardesi
Nazm
basant aur holi ki bahaar
maathe pe husn-KHez hai jalva gulaal kaa
bi.ndii se auj par hai sitaara jamaal kaa
Ufuq Lakhnavi
Nazm
hindi hindustani
hindiyo.n kaa nishaan hindii hai
auj me.n aasmaan hindii hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
tarana-e-watan
kis balaa kii kashish tere KHaaro.n me.n hai
auj firdaus pinhaa.n bahaaro.n me.n hai
kanval Dibaivi
Nazm
fan
Dagmagaa.ii to sab atraaf se aavaaz aa.ii
''fan ke is auj pe ik tere sivaa kaun gayaa''
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
beradaran-e-watan se
kuchh bhii himmat hai to ye tauq-o-salaasil to.D do
auj kii jaanib nigaah-e-sharmagii.n ko mo.D do
Shahzadi Kulsum
Nazm
shash-jihat
bahr-e-jadiid auj mauj is me.n guhar hai.n mauj mauj
sat.h-ba-sat.h sab sadaf nuur kii rau aziim hai
Akhtar Usman
Nazm
do-aba bast jalandhar
terii KHaak-e-paak se uThe hai.n kitne nek naam
aasmaan-e-auj par jin ko milaa uu.nchaa maqaam
Arsh Malsiyani
Nazm
nazm
diivaalii aur dashahraa eid-uz-zuhaa moharram
da.nDii kii ye savaarii aur ye nishaa.n hamaaraa
Nazm
dar-o-rasan
paro.n se sar pe humaa kartaa thaa magas-raanii
bajaa us auj pe thaa da.avaa-e-sulaimaanii