SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHamiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHamiir"
Ghazal
uTThaa ajab tazaad se insaan kaa KHamiir
aadii fanaa kaa thaa to pujaarii baqaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
aaKHir gil apnii sarf-e-dar-e-mai-kada hu.ii
pahu.nche vahaa.n hii KHaak jahaa.n kaa KHamiir ho
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHamiir"
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki jab KHamiir-e-aab-o-gil se vo judaa hu.e
to un ko samt-e-raah-e-nau kii kaamraaniyaa.n mile.n
Noon Meem Rashid
Nazm
roTiyan
jis jaa pe haa.nDii chuulhaa tavaa aur tanuur hai
KHaaliq kii qudrato.n kaa usii jaa zuhuur hai
Nazeer Akbarabadi
Sher
Nida Fazli
Ghazal
kisii ko kyaa ho dilo.n kii shikastagii kii KHabar
ki TuuTne me.n ye shiishe sadaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
mire KHamiir kii dahqaaniyat jataataa hai
ye tum se mil ke miraa shiin qaaf ho jaanaa
Mehshar Afridi
Ghazal
miTTii thaa mai.n KHamiir tire naaz se uThaa
phir haft-aasmaa.n mirii parvaaz se uThaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye sarkashii kahaa.n hai hamaare KHamiir me.n
lagtaa hai aspataal me.n bachche badal ga.e
Shakeel Jamali
Ghazal
shaayad ki rach ga.ii hai hamaare KHamiir me.n
sau baar sulh par bhii adaavat ga.ii nahii.n