SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHariidnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHariidnaa"
Ghazal
KHariidnaa hai to dil ko KHariid le fauran
khilaune TuuT bhii jaate hai.n aazmaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
mujhe KHariidnaa kuchh bhii na thaa isii KHaatir
mai.n KHud ko bech ke baazaar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHariidnaa"
Ghazal
KHariidnaa hai jo tohfa tumhe.n mohabbat kaa
milegaa dil ke evaz dard kii dukaan me.n hai
Ghani Ejaz
Ghazal
dushvaar ho gayaa hai khilaune KHariidnaa
ab kaise bachche gu.Diyaa kii shaadii rachaae.nge
Zaheer Alam
Nazm
mashwaron se bhari almari
ki mujhe ek na.ii almaarii KHariidnaa hogii
yaa phir apne KHair-KHvaaho.n ke qiimtii mashvaro.n par
Shaukat Abidi
Mazahiya
jo band karnaa thaa dariyaa ko tum ne kuuze me.n
to ek aam saa loTaa KHariidnaa nahii.n thaa
Aziz Faisal
Ghazal
'shamiim' jins-e-vafaa zindagii ke mele se
KHariidnaa hai to naqd-e-hayaat le ke chalo