SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHariidnaa"
Nazm MATCHES FOR "KHariidnaa"
Nazm
hum
KHariidnaa aur bechnaa KHuub jaante hai.n
ye daam dete hai.n aur raahat KHariidte hai.n
Zia Jalandhari
Nazm
mashwaron se bhari almari
ki mujhe ek na.ii almaarii KHariidnaa hogii
yaa phir apne KHair-KHvaaho.n ke qiimtii mashvaro.n par
Shaukat Abidi
Nazm
tulu-e-islam
bayaa paidaa KHariidaa raast jaan-e-naa-tavaan-e-raa
pas az muddat guzaar uftaad barmaa kaarvaane raa
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
na jaane tum ko kahaa.n le ke jaane vaalii hai
tumhe.n KHariid rahe hai.n zamiir ke qaatil
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye ja.ng aur ye mere vatan ke shoKH javaa.n
KHariidii jaatii hai.n uThtii javaaniyaa.n jin kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
walid sahab ke nam
puraanaa suiT pahantaa hai kam vo khaataa hai
magar khilaune mire sab KHariid laataa hai
Tahir Shaheer
Nazm
o des se aane wale bata
nau-umr KHariidaar ab ki nahii.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naala.nda tire uud kaa har taar azal se
tuu jins-e-mohabbat kaa KHariidaar azal se
Allama Iqbal
Nazm
kar gae kuch kahan
itne yuusuf to na the misr ke baazaar me.n bhii
jins is darja hai vaafir ki KHariidaar nahii.n
Ahmad Faraz
Nazm
taaruf
le ke niklaa huu.n guhar-haa-e-suKHan
maah o anjum kaa KHariidaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dildar dekhna
kuu-e-jafaa me.n qaht-e-KHariidaar dekhnaa
ham aa ga.e to garmi-e-baazaar dekhnaa