SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHayaal-e-husn"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHayaal-e-husn"
Ghazal
KHayaal-e-husn-e-be-misaal dastaras me.n aa gayaa
KHudii pe iKHtiyaar meraa pesh-o-pas me.n aa gayaa
Jaani Lakhnavi
Ghazal
KHayaal-e-husn me.n yuu.n zindagii tamaam hu.ii
hasiin sub.h hu.ii aur hasiin shaam hu.ii
Raza Lakhnavi
Ghazal
KHayaal-e-husn zaruurii hai zindagii ke liye
charaaG le lo a.ndhere me.n raushnii ke liye
Mani Nagpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHayaal-e-husn"
Ghazal
ai 'KHayaal' aa.ina-e-husn-e-mujassam kii qasam
KHaak par baiTh ke mai.n saahab-e-aflaak hu.aa
Rafique Khayal
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
mai.n rivaayaat se baaGii to nahii.n huu.n lekin
tum se mumkin ho to tabdiil-e-KHayaalaat karo
Rafique Khayal
Ghazal
jis par nigaah Thahrii jaan-e-'KHayaal' apnii
vo ajnabii hai lekin lagtaa hai aashnaa saa
Rafique Khayal
Ghazal
raqs-e-naira.ngii hai nazzaaro.n ke biich
jii rahaa huu.n sho.abada-kaaro.n ke biich
Rafique Khayal
Ghazal
mai.n huu.n fasurda shaam kii afsurdagii hai aur
dhundlaa saa aks-e-yaar hai yaado.n kii bhaap par
Rafique Khayal
Ghazal
roz aa.nkho.n ko nayaa tarz-e-suKHan miltaa hai
roz jaataa huu.n kisii yaar-e-tarah-daar ke paas
Rafique Khayal
Ghazal
vaabasta tujh se azmat-e-sher-o-suKHan hu.ii
is baat ko bhii rakhnaa 'KHayaal' apne dhyaan me.n
Rafique Khayal
Ghazal
hai ma.arka-aaraa jo 'KHayaal' aaj ba-zaahir
rakhtaa hai pas-e-taish guzaarish kaa iraada