SEARCH RESULTS
Showing search results for "Sabdham"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sabdham"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
us sar-phire ko yuu.n nahii.n bahlaa sake.nge aap
vo aadmii nayaa hai magar saavdhaan hai
Dushyant Kumar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sabdham"
Sher
phuul the rang the lamho.n kii sabaahat ham the
aise zinda the ki jiine kii alaamat ham the
Aitbar Sajid
Ghazal
dekhe kab talak baaqii rahe saj-dhaj us kii
aaj jis chehra se tasviir utarvaa.ii hai
Nida Fazli
Doha
siidhaa-saadhaa Daakiya jaaduu kare mahaan
ek hii thaile me.n bhare aa.nsuu aur muskaan
Nida Fazli
Ghazal
sad.haa mutaalibaat ke baa'd ek jaam-e-talKH
duniyaa-e-jabr-o-sabr ko dha.Dkaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
urdu kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
urdu ke janaaze kii ye saj-dhaj ho niraalii
Rais Amrohvi
Nazm
tum nahin aae the jab
shab-e-tanhaa.ii me.n bhii lutf-e-mulaaqaat kaa ra.ng
roz laa.egii sabaa kuu-e-sabaahat se payaam














