SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiq-e-dil-giir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aashiq-e-dil-giir"
Ghazal
Nizam Rampuri
Sher
mudda.aa gar hai to ye hai aashiq-e-dil-giir kaa
ashk me.n honaa asar kaa aah me.n taasiir kaa
Bal Mukund Besabr
Sher
tirchhii nazro.n se na dekho aashiq-e-dil-giir ko
kaise tiir-andaaz ho siidhaa to kar lo tiir ko
Wazir Ali Saba Lakhnavi
MORE MATCHES FOR "aashiq-e-dil-giir"
Ghazal
samjho dastaavez zaKHm-e-aashiq-e-dil-giir ko
kab miTaa sakte ho apne haath kii tahriir ko
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
dono.n kaa ek haal hai pursaa.n nahii.n ko.ii
hai shaam-e-Gam bhii ‘aashiq-e-dil-giir kii tarah
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
piitaa huu.n judaa.ii me.n tirii ghuu.nT lahuu kii
sun Guncha-dahan aashiq-e-dil-giir kii aavaaz
Siraj Aurangabadi
Mazahiya
vo chor thaa yaa aashiq-e-dil-giir kisii kaa
diivaar pe cha.Dhte jise daalaan me.n dekhaa
Zia-ul-Haq Qasmi
Nazm
nur-jahan ka mazar
yaa ho ga.e vo daaG jahaa.ngiir ke dil ke
qaabil hii to the aashiq-e-dil-giir ke dil ke!
Tilok Chand Mahroom
Sher
go dil me.n KHafaa hai tuu par is baat ko naadaa.n
kah baiThiyo mat aashiq-e-dil-giir ke mu.nh par
Lala Tika Ram
Ghazal
bhar chukaa phir se mire siine kaa chhaalaa aa jaa
sun bhii le aashiq-e-dil-giir kaa naala aa jaa
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa jaane ko.ii zalzala-e-saa.at-e-mahshar
lo aa.o idhar aashiq-e-dil-giir se puuchho