SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashiq-e-dil-giir"
Ghazal MATCHES FOR "aashiq-e-dil-giir"
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
ju.nbishe.n hone lagii.n parda-e-za.ngaarii me.n
naala-e-aashiq-e-dil-giir balaa hotaa hai
Aish Meeruthi
Ghazal
samjho dastaavez zaKHm-e-aashiq-e-dil-giir ko
kab miTaa sakte ho apne haath kii tahriir ko
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
dono.n kaa ek haal hai pursaa.n nahii.n ko.ii
hai shaam-e-Gam bhii ‘aashiq-e-dil-giir kii tarah
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
piitaa huu.n judaa.ii me.n tirii ghuu.nT lahuu kii
sun Guncha-dahan aashiq-e-dil-giir kii aavaaz
Siraj Aurangabadi
Ghazal
bhar chukaa phir se mire siine kaa chhaalaa aa jaa
sun bhii le aashiq-e-dil-giir kaa naala aa jaa
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa jaane ko.ii zalzala-e-saa.at-e-mahshar
lo aa.o idhar aashiq-e-dil-giir se puuchho
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
apne bismil se ye kahtaa thaa dam-e-naz.a vo shoKH
thaa jo kuchh ahd so o aashiq-e-dil-giir na to.D
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik qayaamat hai bapaa shor-e-dil-e-dil-giir se
u.D ga.e Tuk.De falak ke aah kii taasiir se
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
ilaaj-e-hasrat-e-dil-giir kar rahaa huu.n mai.n
muqaddaraat kii ta.amiir kar rahaa huu.n mai.n
Ahsan Lakhnavi
Ghazal
qatl ke baa'd ab un ko bhii hai sadma 'nudrat'
laasha-e-aashiq-e-dil-giir liye baiThe hai.n
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
be-sabab kab hai ta.Dapnaa aashiq-e-dil-giir kaa
siine se paikaa.n nikaltaa hai tumhaare tiir kaa