SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr-e-bahaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "abr-e-bahaar"
Sher
fatvaa diyaa hai muftii-e-abr-e-bahaar ne
tauba kaa KHuun baada-kasho.n ko halaal hai
Jaleel Manikpuri
Sher
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kanaar-e-aab hai abr-e-bahaar hai saaqii
sharaab laa ki fazaa be-qaraar hai saaqii
Sahar Rampuri
PAGE MATCHES FOR "abr-e-bahaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "abr-e-bahaar"
Sher
un ko yaa.n vaade pe aa lene de ai abr-e-bahaar
jis qadar chaahnaa phir baad me.n barsaa karnaa
Hasrat Mohani
Nazm
KHizan ke git
uThaa.o saaz ki abr-e-bahaar baaqii hai
abhii to bazm me.n kaif-o-KHumaar baaqii hai
Razia Rana
Ghazal
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Sher
chaman me.n shab ko ghiraa abr-e-nau-bahaar rahaa
huzuur aap kaa kyaa kyaa na intizaar rahaa
Mirza Shauq Lakhnavi
Ghazal
barsaa hai kis babuul pe abr-e-bahaar-KHez
itnaa haraa to zaKHm-e-tamannaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Sher
jo merii chashm ke parde shariik ho jaate
kamaal-e-daaman-e-abr-e-bahaar ba.Dh jaataa
Rasheed lakhnavi
Ghazal
jo merii chashm ke parde shariik ho jaate
kamaal-e-daaman-e-abr-e-bahaar ba.Dh jaataa