SEARCH RESULTS
Showing search results for "abtar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "abtar"
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
abtar hai ye diivaa.n to miyaa.n-'mus.hafii' saaraa
anjaam kii kyaa kahte ho aaGaaz to dekho
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "abtar"
Ghazal
merii haalat itnii abtar ho ga.ii kyaa
kahte hai.n kal vo bhii rotaa jaataa thaa
Mumtaz Gurmani
Ghazal
Hafiz Taib
Ghazal
jo du.aa dete the jiine kii mujhe vo dost bhii
uTh ga.e baalii.n se meraa haal abtar dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
huu.n vo abtar tifl jis ko jaan khonaa khel hai
kunj-e-marqad hai gharau.ndaa merii baazii-gaah kaa
Haidar Ali Aatish
Kulliyat
duurii-e-yaar me.n hai haal-e-dil abtar apnaa
ham ko sau kos se aataa hai nazar ghar apnaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
qaabil-e-chasm-numaa.ii hai tuu ai tifl-e-sarishk
abtar itnaa bhii na ho naashudanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
kaar-e-dii.n us but ke haatho.n haa.e abtar ho gayaa
jis musalmaa.n ne use dekhaa vo kaafar ho gayaa
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
Haqeer
Ghazal
qaraar o taaqat o sabr o KHirad hu.e sab gum
tumhaarii zulf me.n abtar hai haal kyaa dil kaa
Shah Naseer
Ghazal
ek viiraanii tire lahje se aa.ii mujh tak
phir vahii mere utar aa.ii ho andar jaise












