SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmiyat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahmiyat"
Ghazal
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Sher
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
vo is tarah bhii mirii ahmiyat ghaTaataa hai
ki mujh se milne me.n sharte.n bahut lagaataa hai
Waseem Barelvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ahmiyat"
Sher
ahmiyat kaa mujhe apnii bhii to andaaza hai
tum ga.e vaqt kii maanind ga.nvaa do mujh ko
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
jo tuu nahii.n hai to ye mukammal na ho sake.ngii
tirii yahii ahmiyat hai merii kahaaniyo.n me.n
Wasi Shah
Ghazal
vo mil gayaa to us kii ahmiyat nahii.n rahii
mai.n jis kaa muntazir rahaa thaa itne saal se
Zaan Farzaan
Ghazal
vafaa kii ahmiyat phir us ko kyaa pata ho 'zaan'
sadaa jo bhaagtaa rahaa ho rasm-o-raah se
Zaan Farzaan
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
zamaana laakh samajhtaa ho ahmiyat merii
mirii nazar me.n nahii.n ko.ii haisiyat merii
Siya sachdev
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
to phir vo mere liye ahmiyat nahii.n rakhtaa
kisii ke dil me.n agar teraa ehtiraam nahii.n
Amn Shahzadi
Ghazal
ye teraa qad hai jo rakhtaa hai ahmiyat varna
KHush-aamdiid ko saare jhuke nahii.n hote
Raakesh ulfat
Ghazal
beTe tuu jaantaa nahii.n hai maa.n kii ahmiyat
maa.n kii tarah tuu dard sahe to pata chale


