SEARCH RESULTS
Showing search results for "arkaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "arkaan"
Ghazal
arkaan yaad hai.n mujhe ai daavar-e-jazaa
gar hukm ho to saamne pa.Dh luu.n qazaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
jin kii takmiil kii suurat nahii.n niklii ab tak
aaj ham dil ke vo armaan badal dete hai.n
Saeed Rahmani
Ghazal
Tahir Saood Kiratpuri
PAGE MATCHES FOR "arkaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "arkaan"
Ghazal
jaane kab munhadim arkaan-e-anaasir ho jaa.e.n
ret par jism kii ta.amiir liye baiThe hai.n
Shola Kararvi
Ghazal
jab raqiib us ko bataane lage arkaan-e-namaaz
thaam kar dil kabhii uTThaa mai.n kabhii baiTh gayaa
Shad Lakhnavi
Ghazal
ab zaruurii hai so hai dard baratne kaa hunar
chup ke arkaan adaa kiije sadaa se pahle
Ahmad Sageer
Mazahiya
madad se jin kii mai.n bohraan se nikal aaya
vo kaam phir unhii.n arkaan se nikal aaya
Badr Muneer
Ghazal
jazbaat hii nahii.n kuchh jab shaa'irii me.n terii
'miinaa' kalaam me.n kyaa arkaan Dhuu.nDhtii hai
Meena Bhatt
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n











