SEARCH RESULTS
Showing search results for "arz-e-talab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "arz-e-talab"
Ghazal
bayaan-e-haal ko arz-e-talab samajhte hai.n
vo log jin kaa hai da.avaa ki sab samajhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
arz-e-talab kii ham ko ijaazat kahaa.n hai ab
girvii qalam hai aur muqaffal zabaa.n hai ab
Amit Goswami
Sher
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
mujhe sameT ke rakhtaa hai kitnii der 'talab'
kisii ke husn-e-nazar kaa kamaal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
lagtaa hai pech-o-taab ke aage kuchh aur hai
is shor-e-inqalaab ke aage kuchh aur hai
Khurshid Talab
MORE MATCHES FOR "arz-e-talab"
Ghazal
ik qalandar kii tarah vaqt rahaa mahv-e-KHiraam
us ne kab dhyaan ''talab'' shor-e-sagaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
saaya-e-arz-o-talab ko rau.ndaa us ne pairo.n se
us kii anaa kaa suuraj thaa us kii peshaanii me.n
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mohammad Amir Azam Quraishi
Ghazal
soch kar arz-e-talab vaqt ke sultaan se kar
maa.ngne vaale tirii baat na KHaalii jaa.e
Danish Aligarhi
Ghazal
kyaa arz-e-talab ke liye mu.nh kholnaa yaavar
bas KHatm KHamoshii pe ye qissa kiyaa jaa.e
Yawar Husain
Ghazal
saKHii hai vo to saKHaavat kii laaj rakh legaa
savaal arz-e-talab kaa na darmiyaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
pahle to ik junuun saa arz-e-talab kaa thaa
jab vo milaa to dil ne taqaazaa nahii.n kiyaa