SEARCH RESULTS
Showing search results for "arz-e-talab"
Ghazal MATCHES FOR "arz-e-talab"
Ghazal
bayaan-e-haal ko arz-e-talab samajhte hai.n
vo log jin kaa hai da.avaa ki sab samajhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
arz-e-talab kii ham ko ijaazat kahaa.n hai ab
girvii qalam hai aur muqaffal zabaa.n hai ab
Amit Goswami
Ghazal
mujhe sameT ke rakhtaa hai kitnii der 'talab'
kisii ke husn-e-nazar kaa kamaal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
lagtaa hai pech-o-taab ke aage kuchh aur hai
is shor-e-inqalaab ke aage kuchh aur hai
Khurshid Talab
Ghazal
ik qalandar kii tarah vaqt rahaa mahv-e-KHiraam
us ne kab dhyaan ''talab'' shor-e-sagaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
saaya-e-arz-o-talab ko rau.ndaa us ne pairo.n se
us kii anaa kaa suuraj thaa us kii peshaanii me.n
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mohammad Amir Azam Quraishi
Ghazal
soch kar arz-e-talab vaqt ke sultaan se kar
maa.ngne vaale tirii baat na KHaalii jaa.e
Danish Aligarhi
Ghazal
kyaa arz-e-talab ke liye mu.nh kholnaa yaavar
bas KHatm KHamoshii pe ye qissa kiyaa jaa.e
Yawar Husain
Ghazal
saKHii hai vo to saKHaavat kii laaj rakh legaa
savaal arz-e-talab kaa na darmiyaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
pahle to ik junuun saa arz-e-talab kaa thaa
jab vo milaa to dil ne taqaazaa nahii.n kiyaa
Anwar Anjum
Ghazal
pahle to ik junuun saa arz-e-talab kaa thaa
jab vo milaa to dil ne taqaaza nahii.n kiyaa
Anwar Anjum
Ghazal
apnii razaa se jis ne maraasim ba.Dhaa.e the
arz-e-talab pe vo bhii nazaakat me.n aa gayaa
R P Shokh
Ghazal
guu.ngii hai.n fazaa.e.n to shajar bhii hu.e bahre
mat shaaKH-e-tamannaa pe ko.ii arz-e-talab likh
Imran Azeem
Ghazal
go arz-o-talab ek hasii.n shaGl hai lekin
is khel me.n ba.Dh jaataa hai andesha-e-jaa.n aur