SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-kaakul-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "asiir-e-kaakul-e-ishq"
Ghazal
Mohammad Ahmad
Ghazal
kis qadar dhyaan hai ai kaakul-e-pechaa.n teraa
apne saaye se ulajhtaa hai pareshaan teraa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
jumbish-e-kaakul-e-mahbuub se din Dhaltaa hai
haa.e kis KHuubi-e-usluub se din Dhaltaa hai
Abdul Hamid Adam
Sher
turra-e-kaakul-e-pechaa.n ruKH-e-nuuraanii par
chashma-e-aa.iina me.n saa.np saa lahraataa hai
Miyan dad Khan Sayyah
PAGE MATCHES FOR "asiir-e-kaakul-e-ishq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "asiir-e-kaakul-e-ishq"
Ghazal
vaa.izo ab ke sharaab-e-ishq par taqriir ho
mai-kasho.n allaah ke diidaar kii baate.n karo
imtiyaz Khan
Ghazal
asiir-e-kaakul-e-laala-ruKHaa.n vo kyaa hotaa
saliib-o-daar-o-rasan se thaa raabta dil kaa
Pasha Rahman
Kulliyat
rakhe.n umiid-e-rihaa.ii asiir-e-kaakul-o-zulf
mirii to baate.n hai.n zanjiir sirf ulfat kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
sab usuul-e-zindagii be-kaar ho ke rah ga.e
ham asiir-e-kaakul-e-dildaar ho ke rah ga.e