SEARCH RESULTS
Showing search results for "azhdar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "azhdar"
Ghazal
khii.nche dil-e-insaa.n ko na vo zulf-e-siyah-faam
azhdar ko.ii gar us ko nigal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Nazm
pand-nama
KHush-dilo.n ko rulaa ke ha.nstii hai
sham-e-aKHtar bujhaa ke ha.nstii hai
Josh Malihabadi
PAGE MATCHES FOR "azhdar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "azhdar"
Ghazal
nahii.n aayaa ye azhdar parbato.n kii sair karne
zamiino.n ke KHazaano.n tak pahu.nchnaa chaahtaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
har martaba Dasne ke iraade me.n hai vo zulf
azhdar ye agar mujh ko nigal jaa.e to achchhaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Majeed Amjad
Nazm
safir-e-laila-4
ki jaise azhdar chahaar jaanib se jab.De khole Gadar machaate
zamii.n pe kiina nikaalte ho.n
Ali Akbar Natiq
Kulliyat
ifraat-e-girya se hu.ii.n aabaadiyaa.n KHaraab
sailaab mere ashk ke azhdar bhii bhak ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
ko.ii asaa bhii nahii.n aur hai akelaa tuu
amiir-e-shahr kaa azhdar nigal bhii saktaa hai
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
jazbo.n pe laakh ko.ii paabandiyaa.n lagaa de
iz.haar me.n unhii kii taasiir boltii hai
Sarwar Arman
Ghazal
ye irtiqaa kaa faiz thaa yaa mahz haadisa
me.nDak to fiil-paa hu.e azhdar vahii rahaa
Balraj Komal
Nazm
man arafa nafsahu
azhdar-e-aasuuda-KHaatir kii tarah
KHvaab-noshii.n ke u.Daataa hai maze














