SEARCH RESULTS
Showing search results for "baahamii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baahamii"
Ghazal
baahamii rabt me.n ranjish bhii mazaa detii hai
bas mohabbat hii mohabbat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baahamii"
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Qita
ye baahamii kashish kaa karishma hai dosto
rishvat hame.n aziiz hai rishvat ko ham aziiz
Anwar Masood
Sher
va.ade aur e'tibaar me.n hai rabt-e-baahamii
is rabt-e-baahamii kaa magar e'tibaar kiyaa
Nushur Wahidi
Mazahiya
'Gaalib' ne kii ye arz KHudaavand-e-zul-jalaal
jannat se kuchh dino.n ke liye kar mujhe bahaal
Saghar Khayyami
Ghazal
Akbar Allahabadi
Rubai
ghar-baar me.n KHush rahe.n aziizo.n ke saath
darbaar me.n baahamii raqaabat na sahii
Akbar Allahabadi
Ghazal
rabt-o-zabt-e-baahamii ke haa.e vo raaz-o-niyaaz
'aashiqaana husn thaa aur 'ishq ma.ashuuqaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
baahamii rabt ke jalve bhii ajab hote hai.n
mai.n ghuTan ko to kabhii mujh ko ghuTan nochtii hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
shoKH nazro.n me.n jo shaamil barhamii ho jaa.egii
aur bhii jins-e-mohabbat qiimtii ho jaa.egii
Shakeel Badayuni
Ghazal
kyaa hogaa is se ba.Dh ke ko.ii rabt-e-baahamii
manzil hamaarii vo to ham un kaa pataa hu.e






