SEARCH RESULTS
Showing search results for "baahamii"
Ghazal MATCHES FOR "baahamii"
Ghazal
baahamii rabt me.n ranjish bhii mazaa detii hai
bas mohabbat hii mohabbat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
laakh KHush-gumaa.n duniyaa baahamii ta'alluq ko
dostii kahe.n lekin dostii na samjhaa jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
rabt-o-zabt-e-baahamii ke haa.e vo raaz-o-niyaaz
'aashiqaana husn thaa aur 'ishq ma.ashuuqaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
baahamii rabt ke jalve bhii ajab hote hai.n
mai.n ghuTan ko to kabhii mujh ko ghuTan nochtii hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
shoKH nazro.n me.n jo shaamil barhamii ho jaa.egii
aur bhii jins-e-mohabbat qiimtii ho jaa.egii
Shakeel Badayuni
Ghazal
kyaa hogaa is se ba.Dh ke ko.ii rabt-e-baahamii
manzil hamaarii vo to ham un kaa pataa hu.e
Hafeez Banarasi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
mirii KHushii ko yahii rabt baahamii hai bahut
miraa muGannii hai vo aur us kaa shaa'ir mai.n
Zafar Zaidi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
nazar ne mil ke nazar se milaa diyaa ham ko
ye rabt-e-baahamii ab ustuvaar ho ke chale
Charkh Chinioti
Ghazal
ittihaad-e-baahamii jab se nahii.n hai ai 'mayank'
kaarvaa.n ke saath miir-e-kaarvaa.n tanhaa lage
Mayank Akbarabadi
Ghazal
Sarfraz Arish
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
aaj ke maahaul me.n insaaniyat badnaam hai
ye inaad-e-baahamii kaa hii faqat anjaam hai