SEARCH RESULTS
Showing search results for "balle-baaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "balle-baaz"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "balle-baaz"
MORE MATCHES FOR "balle-baaz"
Ghazal
baalaa-e-baam Gair hai me.n aastaan par
chaahe.n jise cha.Dhaa.e.n huzuur aasmaan par
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ko.ii ghaTaa baalaa-e-baam sii lagtii hai
shaam nahii.n hai lekin shaam sii lagtii hai
Zeb Ghauri
Ghazal
kuchh sabab hii na bane baat ba.Dhaa dene kaa
khel khelaa hu.aa ye us ko bhulaa dene kaa
Zafar Iqbal
Ghazal
abr kaa Tuk.Daa ko.ii baalaa-e-baam aataa hu.aa
mere ghar bhii sabz mausam kaa payaam aataa hu.aa
Shoaib Nizam
Ghazal
Bakhtiyar Ziya
Kulliyat
ruu-kash hu.aa jo shab vo baalaa-e-baam niklaa
maah-e-tamaam yaaro kyaa naa-tamaam niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kabhii to aate vo baalaa-e-baam kah denaa
kabhii to ham se bhii karte kalaam kah denaa
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
ajiib manzar-e-baalaa-e-baam hotaa hai
jab aashkaar vo maah-e-tamaam hotaa hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
dil se dil hii na mile jab to bane baat hii kyaa
ik nayaa rang na ubhre to mulaaqaat hii kyaa



