SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraamad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baraamad"
Quote
Mushtaq Ahmad Yusufi
Ghazal
agar yuu.nhii mujhe rakkhaa gayaa akele me.n
baraamad aur ko.ii us makaan se hogaa
Abbas Tabish
Ghazal
phir is ke baa'd baraamad na ho sakaa kuchh bhii
hamaare aa.nkh me.n jaltaa hu.aa diyaa to milaa
Abhinandan Pandey
MORE MATCHES FOR "baraamad"
Mazahiya
Shahid Jameel
Ghazal
is kaa bhii ko.ii faa.eda pahu.nchaa na kisii ko
aasaa.n jo baraamad kiyaa dushvaar se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
vahii baraamad karuu.ngaa jo chiiz kaam kii hai
zabaa.n ke baatin se be-zabaanii nikaaltaa huu.n
Zafar Iqbal
Qita
ibrat kii ik chhaTaa.nk baraamad na ho sakii
culture nikal pa.Daa hai mano.n ke hisaab se
Anwar Masood
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Nazm
nazm ko nazm ke haal par chhoD do
baraamad hu.ii ko.ii tahziib
tahziib miltii to hai
Bilal Aswad
Ghazal
Duubne vaalaa hii thaa saahil baraamad kar liyaa
us ne bil-aaKHir hamaaraa dil baraamad kar liyaa


