SEARCH RESULTS
Showing search results for "basaarat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "basaarat"
Ghazal
gosh paidaa kiye sun.ne ko tiraa zikr-e-jamaal
dekhne ko tire, aa.nkho.n me.n basaarat dii hai
Haidar Ali Aatish
Sher
yaaro ye daur zof-e-basaarat kaa daur hai
aa.ndhii uThe to us ko ghaTaa kah liyaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
yaaro ye daur zo.af-e-basaarat kaa daur hai
aa.ndhii uThe to us ko ghaTaa kah liyaa karo
Qateel Shifai
MORE MATCHES FOR "basaarat"
Ghazal
jahaa.n hu.aa thaa basaarat kaa qatl-e-aam 'nabiil'
vahaa.n ik aa.ina-KHaana banaa diyaa gayaa hai
Aziz Nabeel
Ghazal
in aa.nsu.o.n ke saath basaarat hii bah na jaa.e
itnaa na ro ai diida-e-tar dekhnaa bhii hai
Ashraf Yousafi
Ghazal
vus.at-e-chashm ko andoh-e-basaarat likkhaa
mai.n ne ik vasl ko ik hijr kii haalat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
charaaG baKHshe ga.e shahr-e-be-basaarat ko
ye kaar-e-KHair bhii sarzad hu.aa ajab tum se
Aziz Nabeel
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
merii mahduud basaarat kaa natiija niklaa
aasmaa.n mere tasavvur se bhii halkaa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
vus.at-e-chashm ko andoh-e-basaarat likhkhaa
mai.n ne ik vasl ko ik hijr kii haalat likhkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
mai.n jise samjhaa huu.n aavaara havaa kii dastak
tere aane kii bashaarat bhii to ho saktii hai
Yunus Tahseen
Ghazal
chhiin le merii samaa.at kii basaarat yaa-rab
un labo.n par mire na.are nahii.n dekhe jaate
Farhat Shahzad
Nazm
lab-e-ju-e-bare
ye basaarat ko na thii taab ki vo dekh sake
kaise talvaar chalii, kaise zamii.n kaa siina
Meeraji
Ghazal
ise zo.af-e-basiirat use zo.af-e-basaarat hai
hamaare diida-var saare ke saare ek jaise hai.n






