SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaabaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bayaabaan"
Nazm
jawab-e-shikwa
hai tunak-maaya tuu zarre se bayaabaa.n ho jaa
naGma-e-mauj hai ha.ngaama-e-tuufaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "bayaabaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bayaabaan"
Nazm
saqi-nama
bayaa.n is kaa mantiq se suljhaa hu.aa
luGat ke bakhe.Do.n me.n uljhaa hu.aa
Allama Iqbal
Ghazal
zof-e-junuu.n ko vaqt-e-tapish dar bhii duur thaa
ik ghar me.n muKHtasar saa bayaabaa.n zaruur thaa
Mirza Ghalib
Nazm
nazm
mujhe ye duniyaa bayaabaan thii magar ik din
tum ek baar dikhe aur be-shumaar dikhe
Tahzeeb Hafi
Sher
aabaad agar na dil ho to barbaad kiijiye
gulshan na ban sake to bayaabaa.n banaa.iye
Jigar Moradabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sa.ng aur haath vahii vo hii sar o daaG-e-junuun
vo hii ham ho.nge vahii dasht o bayaabaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
josh-e-baarish hai abhii thamte ho kyaa ai ashko
daaman-e-koh-o-bayaabaa.n ko to bhar jaane do











