SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaabaan"
Nazm MATCHES FOR "bayaabaan"
Nazm
jawab-e-shikwa
hai tunak-maaya tuu zarre se bayaabaa.n ho jaa
naGma-e-mauj hai ha.ngaama-e-tuufaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
bayaa.n is kaa mantiq se suljhaa hu.aa
luGat ke bakhe.Do.n me.n uljhaa hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
nazm
mujhe ye duniyaa bayaabaan thii magar ik din
tum ek baar dikhe aur be-shumaar dikhe
Tahzeeb Hafi
Nazm
sochne do
jo is lahza bayaabaa.n bhii nahii.n
kaun sii shaaKH me.n phuul aa.e the sab se pahle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
jahaa.n-zaad mai.n ne hasan kuuza-gar ne
bayaabaa.n bayaabaa.n ye dard-e-risaalat sahaa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
tumhaari yaad
shaadmaanii me.n Gam ke tuufaa.n me.n
raunaq-e-shahr me.n bayaabaa.n me.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
lab bayaabaa.n, bose be-jaa.n
kaun sii uljhan ko suljhaate hai.n ham?
Noon Meem Rashid
Nazm
raat aur rail
ik pahaa.Dii par dikhaatii aabshaaro.n kii jhalak
ik bayaabaa.n me.n charaaG-e-tuur dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ye wo basti hi nahin
log guu.nge hai.n bayaabaa.n me.n azaa.n kaise ho
log qaatil hai.n ilaaj-e-Gam-e-jaa.n kaise ho
Qaisarul Jafri
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
shorish-e-diida-e-giryaa.n kii tarah
mausam-e-kunj-e-bayaabaa.n kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
tamaam arz-e-jahaa.n kholtaa samundar hai
tamaam koh-o-bayaabaa.n hai.n tilmilaa.e hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
intishaar
hu.ii to kaise bayaabaa.n me.n aa ke shaam hu.ii
ki jo mazaar yahaa.n hai miraa mazaar saa hai