SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-faisla"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-faisla"
Ghazal
ye log 'ujlat-e-be-faa.ida me.n hai.n masruuf
kahii.n pahu.nchte nahii.n tez tez chal kar bhii
Asim Wasti
Sher
faisla the vaqt kaa phir be-asar kaise hu.e
sach kii peshaanii pe ham jhuuTii KHabar kaise hu.e
Musavvir Sabzwari
Ghazal
manzuur kar le faisla parvardigaar kaa
jab mas.ala nahii.n hai tere iKHtiyaar kaa
Dr. Bhawana Srivastava
PAGE MATCHES FOR "be-faisla"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
paa.nv phailaa ke sonaa
पाँव फैला के सोना پاؤں پَھیلا کے سونا
۔ بے فکری سے سونا۔ بے کھٹکے ہونا۔ ؎
haath phailaa ke gi.Dgi.Daanaa
हाथ फैला के गिड़गिड़ाना ہاتھ پَھیلا کے گِڑگِڑانا
دل کی گہرائیوں سے دعا مانگنا ۔
Taa.nge.n phailaa ke sonaa
टाँगें फैला के सोना ٹانگیں پَھیلا کے سونا
آرام سے بے جکر ہو کر سونا .
MORE MATCHES FOR "be-faisla"
Nazm
ek dua
raat se pahle mujhe faisla karnaa hai ko.ii
raat aa.egii to phir saath hii aa jaa.e.nge
Shabnam Shakeel
Ghazal
iltijaa hai ijz-o-usrat kun-fakaanii aur hai
guftuguu-e-be-samar mojiz-bayaanii aur hai
Abid Kazmi
Ghazal
dard hai ki naGma hai faisla kiyaa jaa.e
ya.anii dil kii dha.Dkan par Gaur kar liyaa jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
kuchh faisla to ho ki kidhar jaanaa chaahiye
paanii ko ab to sar se guzar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
ho rahaa jo tum samjhe faisla KHudaa kaa hai
ye sila to insaa.n kii apnii hii KHataa kaa hai
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
faisla us paar yaa is paar honaa chaahiye
kyo.n junuun-e-ishq ko ma.njdhaar honaa chaahiye
Vineet Aashna
Ghazal
faisla ye ho na paayaa roz kii baato.n ke baad
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke baad
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye faisla hai ki KHud se KHafaa nahii.n rahnaa
vo mil gayaa to phir us se judaa nahii.n rahnaa
Zafar Iqbal
Ghazal
is qadar havaadis hai.n raasta nahii.n miltaa
zindagii ke misro.n kaa qaafiya nahii.n miltaa
