SEARCH RESULTS
Showing search results for "begah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "begah"
Ghazal
rahe hai yuu.n gah-o-be-gah ki kuu-e-dost ko ab
agar na kahiye ki dushman kaa ghar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
murde na the ham aise dariyaa pe jab thaa takiya
us ghaaT gaah o begah rahne lagaa thaa jamghaT
Meer Taqi Meer
Kulliyat
kis aise saada-ruu kaa hairaan-e-husn hai ye
mir.aat gaah be-gah bhiichak rahaa kare hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kotaah-qadii kahtii hai khaTTe hai.n ye a.nguur
lekin gah-o-be-gaah lapaktaa bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
PAGE MATCHES FOR "begah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "begah"
Kulliyat
murde na the ham aise dariyaa pe jab thaa takiya
us ghaaT gaah o begah rahne lagaa thaa jamghaT
Meer Taqi Meer
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa vo bhii din the KHuub ki luuTe.n the 'mus.hafii'
ham bhii nazaara-e-gah-o-be-gaah kaa mazaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Kulliyat
din-raat gaah-o-be-gah jab dekho hai.n safar me.n
ham kis gha.Dii vidaa.ii yaa-rab hu.e vatan se
Meer Taqi Meer
Kulliyat
be-gah shikasta-rangii-e-KHurshiid kyaa 'ajab
hotaa hai zard beshtar ahl-e-fanaa kaa rang
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n kahaa.n aur tiraa vasl ye hai bas ai gul
gaah be-gaah tirii buu to sabaa laatii hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke










