SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhaa.nd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bhaa.nd"
Nazm
roTiyan
roTii ke naach to hai.n sabhii KHalq me.n pa.De
kuchh bhaa.nD bhiigte ye nahii.n phirte naachte
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHushamad
hiij.De bhaa.nD zanaane kii KHushaamad kiije
mast o hushiyaar divaane kii KHushaamad kiije
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bajaataa hai Dholak mu.aa raat-bhar
ye bha.Dvaa ko.ii bhaa.nD hai yaa ki naT
Mohsin Khan Mohsin
PAGE MATCHES FOR "bhaa.nd"
MORE MATCHES FOR "bhaa.nd"
Nazm
jawab-e-shikwa
in ko tahziib ne har band se aazaad kiyaa
laa ke ka.abe se sanam-KHaane me.n aabaad kiyaa
Allama Iqbal
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
jo tumhaarii hii samt khulte hai.n
band kar duu.n kuchh is tarah ki yahaa.n
Jaun Eliya
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D kar rasm kaa but band-e-qadaamat se nikal
Kaifi Azmi
Ghazal
mai.n jabr huu.n to jabr kii taa.iid band ho
mai.n sabr huu.n to mujh ko du.aa denii chaahiye
Rahat Indori
Sher
bhaa.np hii le.nge ishaara sar-e-mahfil jo kiyaa
taa.Dne vaale qayaamat kii nazar rakhte hai.n